अपनी ब्लॉग पोस्ट के वर्ड काउंट करे ? स्मार्ट SEO टूल ....

Apni blog post ke word ko kaise count kare :  TechRiser

word ko count kaise kare ...

Dosto  agr aap is post ko padh rahe hai to sure ki aap blogging me intrested hai  aur aap blogging me sucess pana chate hai .Par dosto sucess ka koi short cut nahi hota hai aur  kdi mehnat se  hi sucess ko paya ja sakta hai .
Blogging me sucess hone sabse pelha step hai aur wo hai  aapki  'Blog Post ' . aap agar apni post me Quality content ke sath quantity content likhoge to sucess ke chance bad jayenge . mat lab ki aapko apni post ko long likha hai  aur bahut aachi trah se likhna hai . To google ranking ke chance bad jayenge

 about this post

Dosto agar me apse kahu ki ap apni blog post ke words ko count arke mujhe bta sakte hai to pahle ap chokogo aur kahoge ki yah to khafi muskil hai ,par guys wait... agr me kahu ki yah kam apka keval chutki  me ho sakta hai to ap  ak bar me yakin nahi karoge .But guys yah such hai aur ..


Aaj ke is artical me hum bat karenge ki apni post me likhe words ko count kaise kare. jisse aap apni post ko long likhne ki strategy  ko maintain kar sake . bahut bar hum apni post ko long to likh dete hai par  usk words ka pta hi nahi chalta ki isme kitne words hai jisse hume uski rank girne ki chinta rahti hai. par dont worry aaj ke is artcal me hum is par hi bat karenge.

minimum words for post 

 Dosto jitne bhi bde bloggers hai unke  hisab se post me kam se km 1000 words hone chaiye .wahi post google me jaldi rank karti hai .  Mana ki aapne post me 1000 word bhi likh diye par usko count nahi karoge to aapke mn me wo words km hi lagenge . 
So iske  solution ke liye ye artical last tak padhe.


How to word counted in post


  dosto ap is artical ko pdhkar ye sikh sakte hai ki apni post me words ko kis trah count kare . aapko iske liye  Word Counter Tool ka use karna  hai . aapko is link par clik  kar us website par jana hai aur niche bataye steps follow karne hai .......

  1. sabse pelhe aapko is link par clik us website par jana hai.
  2. phir waha jane ke bad aap samne  ak page open hoga .
  3. wah is trah ka hoga ........
word counter ki madad se aap apni post ke word ko count kar sakte  ho .



  • iske bad apko new tab me  blogger open karna hai .
  • aur aap jis bhi post ke word count karna chate hai us par Edit Post button par clik karna hai .
  • Edit post par aane ke bad us post ke sare words  ko copy kara hai 
  •  copy kiye wods ko aapko Word Counter Tool  ke Write something  wale page me un copy words ko past kar dena hai . 
  •  Paste karne ke bad aaapko Enter / Ok press karna hai . aur aapke word usme count  ho jayenge ki aapne apni post me kitne word likhe hai.

 To dosto aap is trah aap apni post me likhe words ko count kar sakte hai.


At conclusion  

 Dosto aapko mera ye artical kaisa lga .Comment karke zaroor bataye . Aur aap ase  hi aur naye naye  artical padhne ke liye aap humse jud sakte hai. Agar aapke mn me koi question hai to aap humse puch sakte hai..............So thanks for reading my artical. 



Post a Comment

0 Comments