Assistive technology ( सहायक तकनीक )
सहायक तकनीक एक अम्ब्रिल्ला वर्ड या technology hai jisko disabled ye old logo ke liye prayog kiya jata hai. Is technology me un divice ko involve kiya jata hai jinko disabled logo ki help me kam liya jata hai.
Isme device ko fit and work karne tak ki process aati hai.Ye specially un logo ke liye kargar hai jo apne dainik jivan ke samanya kaam bhi nahi kar pate hai jaise ki, toileting, eating and dressing etc. Aise logo ko ye ak personal assistant ki trah treat karti hai.
ज़रूर पढ़े :- Wikipedia क्या है और कैसे काम करता है ?
Ye upkaran in logo ko apne kam keliye doosro pe dipend n rahne ke liye freedom pradan karte hai aur ve apne aap ko confident mehsoos karte hai aur samaj me ak swabhiman ka jivan bitate hai.. ....................
Sahayak upkaran me kai sare device aate hai jaise , Wheel chair un logo ko kahi bhi jane ki freedom pradan karti hai jo chale me disable hote hai aur KHANE KE UPKARAN un logo ko freedom dete hai jo kudh khane me asamrth hai .To is prakar Disabled log in upkaran ka use 'Samajik bhagidari' aur 'apni suraksha' nischit karte hai aur samaj me kandhe se kandha mila kar chal sakte hai...................
निष्कर्ष: -----
To is prakar conclusion nikalta hai ki Sahayak upkaran se budhe aur disabled logo ko ak aisa jivan diya hai jisme ve apne chote mote kam ke liye doosro par depend rahne ko majboor n ho.
NOTE :- Guys agar aapko mera ye artical pasand aaya hai to apna nazriya comment box me likh kar zaroor bahaye. Aur aap is naye blog par mujse saval bhi puch sakte hai.

0 Comments