how to make thumbnail
thumnail kaise banaye? aksar aapke mn me ye quetion kai bar aaya hoga . apne youtube video ke liye kya apko ko bhi thumnail banane me parisani hoti hai too aap is artical ko last tak padiye......
thumbnail kya hota hai -
thunail youtube video ka ak main part hota hai. aur video par agar effictive thumnail ho to views badhne ke chances bad jate hai....
thumnail kya hai - thumnail youtube video par lagi picture ko kehte hai jo video ke title aur uske andar ke content ko represent karti hai.au pelhe hi ke diya ki thumnail se videos me views aane ke chances bad jate hai.
Title of Today Artical -
Dosto aaj ke is artical me hum sikhenge ki video ka thumbnail kaise banate hai....
To lets start Learning .....
Dosto thumnail banane ke kai sare option andriod smart phone par uplabd hai aur aaj hum andriod phone par in Application ka use karke Thumbnail banayege
Konsi Application Kam Me Lenge -
Dosto aaj hum andriod phone me thumbnail banana sikenge aur aaj hum jin app ka use karenge wo ye hai ....
This Applications -
- Pixel Lab
- Pics Art
This Few Step You Must Follow -
1. Install this application of your phone from Play Store .
3. At last main method aap is artical o last tak padiye ...
Let's Start to Make Thumbnail -
- First step - App download karne ke bad aap sabse pelhe PixelLab ko open kare. wo page Kuch is trah ka Hoga
- waha aap ko sabse pelhe background set karna hai ki aap kis trah ke background ko lena chate hai...
- phir aapko waha par rahe Tripal Dots ko clik karna hai
- Aur waha par aapko image size ka option milega usko clik kar aapko size ko Custom ki jagah 'Youtube Thumbnail" karna hai.
- Appko wo file save karni hai
Next step -
- Second step- Ab aapko PicsArt app kholni hai AUR Wha aapko Plus (+) wale icon par clik karna
- phir waha par aapne jo background save kiya tha usko select karna hai
- Select karne ke bad aapko jo bhi text likhna hai aur callout ,sticar and photoes lagane hai unko lga lena hai
- Agar aapko photo thumnail ke liye ohoto jaha tak ho sake PNG format aur JPEG formate me download karni hai jisse thumbnail quality thik rahti hai .
bdia Thumbnail bn jane par usko seve ke option ko select karke save kar lena hai.
Aur is trah aap itrh ka thumnil bna sakte hai ...
At Conclusion
Dosto aaj ki meri jankari "thumbnail kaise banaye" kaisi lagi .mujhe apni rai zaroor share kare. aur aap humse question bhi puch sakte hai. Aur agar aap aisi hi aur poste pana chate hai to is blog ko Subscribe kare.....
Thanks to read My Artical.....
0 Comments