Windows 10 में ऑटो अपडेट कैसे बंद करे। ...


Window 10 me auto update kaise band kare.       


  

         Dosto aaj ke is artical me hm bat karenge ki apni  'Windows 10' me background me windows 'Auto update' ko kaise band kare.......

     Guys aaj ke samaye me windows computer ka use har koi karta hai aur aaj kal windows 10 based computers ka use bad raha hai aur iski popularity ka karan hai iske feature.. Par isme ak samasya bahut jyada aati hai aur wo hai-

* windows 10 net bahut jyada use karti hai jisse limited data jaldi katam ho jata hai.

Dosto iske itne jyada data usage ka karan  haii background apps aur WINDOWS AUTO UPDATE option.

कंप्यूटर की जानकारी के लिए हमारी ये पोस्ट देखे-


inme se aaj hum  janenge ki windows 10 computers me windows auto update ko kaise band kare WITH PHOTO....   LETS START --------


  1.  Dosto  sabse palhe windows 10 computer ko open kar desktop par jaye .  
    2.  Phir waha par aapko ak computer ka sign ya 'This pc' likha milega.

    3. us par ak bar mouse se click kare phir mouse ke right butten ko ak bar press kare.


  4. aisa karne ke bad waha par Manage ka option hoga waha par click kare.
       

  5.  manage ki window khulne par waha service ka option doondhe . Aur waha click kar .
      
6     Uske baad ak windows khulegi jisme computer ki services ke nam honge waha  aapko 'Window update' ka option doondna hai
        





 aur uspar double click karne par option window khulegi  waha par se aapko 'startup type'  aapko 'MANUAL' YA 'DISABLE' select karna hai

7.   aur apply ka butten dabana hai aur uske bad OK par click karna hai.



    To guys aap is prakar aap apne computer me  windows auto update ko band kar sakte hai. DOsto aapko mera ye artical kaisa laga comment box zaroor likh kar bataye.
   aur agar aapko koi question  ho to aap mujse puch sakte hai.





Post a Comment

0 Comments